Woh ishq hi kya jo raat bhar na jagaye,
Woh ishq hi kya jo din mein khwaab naa dikhaye.
Woh ishq hi kya, jo chupke chupke na rulaye
Woh ishq hi kya, jo asaani se ho jaye.
Woh ishq hi kya, jisme unpe jaan naa lutayein.
Woh jaan hi kya, jo unse mille bina chali jaye.
Woh ishq hi kya, jo unki yaad mein shayar na banaye,
Or woh sher hi kya, jisme gaalib ka zikr reh jaye.
Yeh, ishq nahi asaan bas itna samajh lijeye,
Ek aag ka dariya hai, aur doob ke jaana hai.
Woh ishq hi kya, jo gaalib ka dard na samjhaye,
Woh ishq hi kya, jo asaani se mil jaye.

No comments:
Post a Comment